Pages

Thursday, September 1, 2011

JANAZA SHAYARI IN HINDI


JANAZA SHAYARI IN HINDI


1) Ek ladki ne apne ashiq se aisa kaha�.
Ek wada tha tere har wade ke peeche,
Tu milega muje har gali,har darwaze ke peeche�.
Par tu to ab ek bewafa nikla,
Ek tu hi nahi tha mere janaze ke peeche�..!
Tab us ashiq ne ladki se kaha�
Ek wada tha mere har wade ke peeche,
Main milunga tujse har gali, har darwaze ke peeche�.
Par tumne hi mud ke nahi dekha,
Ek aur janaza tha tere janaze ke peeche..!
2) Janaza mera uth raha tha,Phir bhi takleef thi unko aane mein,aur kitni der hai lejane ,Bewafa ghar mein baithe puch rahe the,mein..

3) Zindagi me do cheeze bahut takleef deti hai-
1 wo jis se mohabat na ho uske sath rehna..
1 wo jis se mohabat ho uske bagair rehna !!
4) Ab Mera Janaza Is Zamane Se Nikla...
Mere Janaze Ko Dekhne Sara Zamana Nikla..
Magar Mere Janaze Mein Woh Na Nikla..
Jiske Liye Mera Janaza Zamane Se Nikla

Wednesday, August 17, 2011

Best Love Story.........Please Comment's Must

Ek ladki gali se guzarti thi ek man chall ladka usko dekhta tha
woh ladki nakaab mein hoti thi
toh us nakaab ko dekh kar woh larka kehta tha ke
eh parda nasheen parda utta meri mohobbat kabool kar apna jalwa
dikha.
ladki nakaar kar challi jaati thi jawaab nahi deti thi ladka barra
afsos rehta tha har roaz ladki ko yehi kehta tha ke
eh parda nasheen parda utta meri mohabbat kabool kar apna jalwa
dikha.
ladki nakaar kar challi jaati thi
teesre roaz ladki ko dekha ladke ne phir kaha
eh parda nasheen parda utta meri mohabbat kabool kar apna jalwa
dikha,
agar tune jalwa nahi dikhaya to mein khudkhusi kar loonga
doosre din agar ladki galli se guzar rahi thi woh man challa ladka
usko nahi dikha ladki ko barra afsos hua
loagon se poocha kaha hai tho loagon ne kaha
beti usne tho tumhare gham mein aake khudkhushi kar li
to ladki uski kabbar par gayi aur jaa kar kehne laggi
ay mere gumnaam aashiq aay hoon teri mazaar par
ay mere gumnaam aashiq aay hoon teri mazaar par
le rukh se nakaab hataa diya jee bhar kar mera deedaar kar
to us kabar se awaaz aay ya khuda yeh kaisa tera insaaf hai
aaj mein parde mein hoon aur woh benikaab hai.

Usne chaha hi nahi sath mein rehna warna

Usne chaha hi nahi sath mein rehna warna Hum mohabbat mein jaan bhi de dete jaan ki khatir