Ek ladki gali se guzarti thi ek man chall ladka usko dekhta tha
woh ladki nakaab mein hoti thi
toh us nakaab ko dekh kar woh larka kehta tha ke
eh parda nasheen parda utta meri mohobbat kabool kar apna jalwa
dikha.
ladki nakaar kar challi jaati thi jawaab nahi deti thi ladka barra
afsos rehta tha har roaz ladki ko yehi kehta tha ke
eh parda nasheen parda utta meri mohabbat kabool kar apna jalwa
dikha.
ladki nakaar kar challi jaati thi
teesre roaz ladki ko dekha ladke ne phir kaha

dikha,
agar tune jalwa nahi dikhaya to mein khudkhusi kar loonga
doosre din agar ladki galli se guzar rahi thi woh man challa ladka
usko nahi dikha ladki ko barra afsos hua
loagon se poocha kaha hai tho loagon ne kaha
beti usne tho tumhare gham mein aake khudkhushi kar li
to ladki uski kabbar par gayi aur jaa kar kehne laggi
ay mere gumnaam aashiq aay hoon teri mazaar par

le rukh se nakaab hataa diya jee bhar kar mera deedaar kar
to us kabar se awaaz aay ya khuda yeh kaisa tera insaaf hai
aaj mein parde mein hoon aur woh benikaab hai.

No comments:
Post a Comment